Latest/new Ghazal SMS, Sad Ghazals, Love Ghazals, Funny Ghazals, urdu Ghazal SMS, english Ghazal SMS, Ghazal SMS messages, Ghazal SMS collection, funny Ghazal SMS, Latest ghazal SMS collection, Ghazal SMS Jokes
Aankhon se hi Lafzon ko Ada kar dia Usne
Chup reh ker b Izhaar-e-Wafa kardia Usne
Haseen Bayan ka matlab jana hai Maine Aaj
Bin Janbish-e-Lab khud Bayan kar dia Usne
Chanchal si Muskurahatai’n, Aankhon mani Shokh-Pan
Apna mujhe Aseer-e-Ada kar dia Usne
Mera Dil jo kabi Misl-e-Dhoop se Mashoor tha
Lamhon main Saawan ki Hawa kar dia Usne
Laakho’n the uski Surat-o-Seerat k paristaar
Ek Mere siwa sab ko Fana kar dia Usne
Teri Socho Mai Teri Soch Ki Mehver Mai Kiya Hai
Tu Mujh Sy Sunn Teri Khudi Ki Tamanaa Kiya Hai
Mai Teri Rooh My Uttra Tha Kahan Kab Kaisy
Tujhy Maloom Hai Sun-ney Ka Bahana Kiya Hai
Mai Terey Hijr Mai Sadiyan Guzaar Sakta Hon
Ye Chaar Din Ki Judayi Ka Nibhana Kiya Hai
My Teri Zaat Py Khud Ko Bhi Waar Sakta Hon
ye Suraj Chand Sitaron Ka Lutana Kiya Hai
Apni Ulfat Ky Ek Lamhey Sy Nawaz Mujhy
Us Ek Lamhey My Sadiyon Ka Guzar Jana Kiya Hai
Har Ek Jannam Mai Musal sal Mera Hasil
Tum Ho Tery Liy Faqat Ek Umr Lutana Kiya Hai
Meri Dua Mery Allah Tak Bhi Puhanchy Gi
Mujhy Zamii Ko Is Falaq Ko Hilana Kiya Hai
Meri Ankhon Ki Jheelon My Wo Izteraab Aaya
Ke Samander Ky Tufanon Ka Fasana Kiya Hai
Kahi Phir Sy Na Ankhain Toot Barsain Sawan Si
Mujh Sy Na Pooch Ky Ashkon Ka Fasana Kiya Hai
To Kisi Shajar Ky Ujjrey Hovey Pattey Sy Pooch
Tujhy Ro Ro Ky Sunay Ka Fasana Kiya Hai
Dhoop Hai Kya Aur Saaya Kya Hai Ab Malum Hua,
Ye Sab Kheal Tamasha Kya Hai Ab Malum Hua,
Hansty Phool Kaa Chehra Dekhun Aur Bhar Aayi Aankh,
Apny Saath Ye Kissa Kya Hai Ab Malum Hua,
Hum Barason Ky Baad Bhi Unko Ab Tak Bhool Na Paay,
Dil Sy Unka Rishta Kya Hai Ab Malum Hua,
Sahara Sahara Pyaasy Bhataky Saari Umar Jaly,
Baadal Ka Ek Tukra Kya Hai Ab Malum Hua..!!!

