Shaam hote hii ye Dil udaas hota hai
Toote khwaboo ke siwa kuch na pass hota hai
Tumahri yaad aise waqt bohat aati hai
Bandar jab koi aas-paas hota hai..
Sharab Bani To Maikhane Bane
Husn Bana To Diwane Bane
Kuch To Baat Hai Aap Me
Yu Hi Nhi Pagal khane Bane
Utho sathio or mulk ka kuch bhala karo.
Jaggooo!
.
.
.
.
.
.
.
.
Acha tum ho..
sorry yaar tum to wapas so jao
isi mai hi mulk ka bhala hai
Kion har bar mosam ki tarah badal jate ho,
Har bar hamara dil dukhatay ho,
Yeh bat sun ker hamari roh tak kanp gaye,
Ae dost tum masjidon se chapal or lote churate ho


(5 votes, average: 4.6 out of 5)