Santa ko puri raat Macharo ne bahut preshan kiya…
Santa ne Zehar Piya or Bola.
“Ab kaato Saalo Sab k sab Mar jaao ge”
Santa: Cheel ko English me Kya Kehte Hai?
Banta: Eagle.
Santa: Agar cheel bimar ho jaye to?
Banpat: Illeagal! (ill-eagle)
Soldier : Janab, humein dushman ne charo taraf se gher liya hai..
Major Banta Singh: Excellent
We can now attack in any
direction…:p
Banta: Tree pe chada to
Bandar ne poocha:Upar kyon aaya?
Banta:Apple khane
Bandar:Yeh to aam ka ped hai
Banta:Pata hai,Apple saath laya hu


(3 votes, average: 3.67 out of 5)