Santa Banta & Truck!

Categories: Santa Banta SMS

Banta: Truck dekhkar tum kanpte kyon ho?
Santa: Ek truck driver meri biwi lekar bhaag gaya tha, har baar lagta hai jaise usko vapas karne aya hai.

Santa & Frog!

Categories: Santa Banta SMS

Frog: Tumhare paas dimaag nahin hai.
Santa: Hai.
Frog: Nahin hai.
Santa: Hai.
Frog: Nahin hai & jumps into the well.
Santa: Isme suicide karne waali kya baat thi.?

Biwi Ka Purse!

Categories: Santa Banta SMS

Santa: Kal koi meri Biwi ka purse se Rs.2000 le gya.

Banta: Jhoot bolti hay, 1500 they maine khud ginay thy.

Santa: Paise ka masla nhi hai bas tu admi ka pata kar yar.


Pages : « 1 2 3 4 5 » ... Last »