Gadhe Ki Shadi!
Ek Gadha:- Yaar mera malik mujhe bahut maarta hai.
Dusara Gadha:- To tu bhag kyu nahi jata.
Pehla Gadha:- Bhag to jata par yahan future bada bright hai …
malik ki khoobsurat beti jab shararat karti hai to malik kahta hai,
“Teri shaadi gadhe se kar dunga…!”
Bas isi ummeed me baitha hoon……..