Honeymoon
Ek newly married ladki jo abhi abhi honeymoon se wapas hui thi apni friends se milne gayi.
Friend ne pucha tu honeymoon par kaha-kaha gayi thi.
Us ne kaha, Ooty, Massourie, Kodaikanal, Mysore.
Friend ne pucha tu ne wahan kya-kya dekha.
Us ne kaha… “Pankha”
9426451665